चार लाईन की शायरी
भूल जाएँ तो आज बेहतर है
सिलसिले कुर्ब (नज़दीकी) के जुदाई के
बुझ चुकी हैं ख्वाहिशों की कंडीलें(चिराग)
लुट चुके शहर आशनाई (जान पहचान ) के
अहमद फ़राज़
रायगाँ साअतों (ब्यर्थ पल ) से क्या लेना
ज़ख्म हों, फूल हों, सितारे हों
मौसमों का हिसाब क्या रखना
जिसने जैसे भी दिन गुज़ारे हों
अहमद फ़राज़
ज़िन्दगी में शिकायतें कैसी
अब नहीं हैं अगर गिले थे कभी
भूल जाएँ कि जो हुआ सो हुआ
भूल जाएँ कि हम मिले थे कभी
अहमद फ़राज़
अक्सर-औकात (प्रायः) चाहने पर भी
फासलों में कमी नहीं होती
बाज़-औकात (कभी-कभी) जाने वालों की
वापसी से ख़ुशी नहीं होती
अहमद फ़राज़
चाहे मुझे काम में ला चाहे मुझे निकम्मा कर दे
मैं तेरा हूँ तेरी मर्ज़ी मुझे जैसा कर दे
तेरा बीमार हूँ अज़लों (वर्षों) से मर ना जाऊं कहीं
एक बार मुझे देख ले मुझको अच्छा कर दे
बेचैन उमंगो को बहला के चले जाना..................
Char line ki shayari
aaja ki zindagi ka talatum(baharein) guzar na jaye
gahare samundaron mein ye dariya utar na jaye
main ye bhi chahati hu ki tera ghar basa rahe
aur ye bhi chahati hu ki tu apne ghar na jaye
Rehana Roohi
lhool jayein to aaj behtar hai
silsile kurb (nazdiki) ke judai ke
bujh chuke khwahishon ke charag
lut chuke shahar aashnayi (jaan-pahchan) ke
Ahamad Faraz
rayaga-sa'aton (bekar waqt) se kya lena
zakhm ho,phool hon,sitare ho
mausamon ka hisab kya rakhna
jisne jaise bhi din guzare hon
Ahamad Faraz
zindagi mein shikayatein kaisi
ab nahin hain magar gile the kabhi
bhool jayein ki jo huaa so huaa
bhool jayein ki ham mile the kabhi
Ahamad Faraz
aksar-aukaat(bar-bar) chahane par bhi
fasalon mein kami nahin hoti
baaz-aukaat (kabhi-kabhi) walon ki
wapasi se khushi nahin hoti
Ahamad Faraz
tumhare shahar ka mausam bada suhana lage
main ek shaam chura lun agar bura na lage
tumhare bas mein ho agar to bhool javo mujhe
tumhein bhoolane mein mujhe shayad zamana lage
chahe mujhe kaam mein laa chahe mujhe nikamma kar de
main tera hun teri marzi mujhe jaisa kar de
tera bimar hoon azalon (varson) se mar na jawon kahin
ek baar mujhe dekh le mujhko achcha kar de